aap se 2 sawal karny thy. ho sakta hai k aapko mere sawalo par hasi aaye ya phir gussa. 1.main ny 4mb ka net ka connection lagwaya hai aur ab main chahta hun k main is ko 5 ya 6 computers par shear kr dun like saath wale ghar main ya apny mohaly k un gharon main jahan computer hai(like cabel net)so mujhe is k liye Routar use karna pary ga ya switch...? 2.main ny aap ka routing wale aur Switching wale lecture suny hain but main is baat se pareshan hon k main chahta hun agar main kisi ko connection dun to woh siraf ek computer chalaye aur aap ny kaha tha k mac address switch main save ho jata hai(port security)soo plz tell me kya router main bhi mac adress save ho jata hai ya plz plz mujhe batayein k main kya use karon thora confuse hoon.....
Router Layer 3 Ki Device hai , Jo Ip Base Work karta hai, Switch Layer 2 ki Device hai jo Mac Address per kaam karty hai, agr app nay 5 6 users ko connection dana hai 4mb ka tu app ko switch buy karna paray ga router ki zurarat nahi , aise situation mai app normal swich buy kar saktay ho Dlink ka Switch, jis per commands use nahi ho sakty , magar it will work ,lakin ya switch port secuity ko support ya kise command ko Support nahi karay ga. agr wo switch web-base support karta howa tu app maximum ya kar sakty ho k us mai mac address ko restruct kar du ,phir jo jo mac app wahan add karain gay wo he bus net use kar saktay gay baki khoi be nahi.
aap se 2 sawal karny thy.
ReplyDeleteho sakta hai k aapko mere sawalo par hasi aaye ya phir gussa.
1.main ny 4mb ka net ka connection lagwaya hai aur ab main chahta hun k main is ko 5 ya 6 computers par shear kr dun like saath wale ghar main ya apny mohaly k un gharon main jahan computer hai(like cabel net)so mujhe is k liye Routar use karna pary ga ya switch...?
2.main ny aap ka routing wale aur Switching wale lecture suny hain but main is baat se pareshan hon k main chahta hun agar main kisi ko connection dun to woh siraf ek computer chalaye aur aap ny kaha tha k mac address switch main save ho jata hai(port security)soo plz tell me kya router main bhi mac adress save ho jata hai ya plz plz mujhe batayein k main kya use karon thora confuse hoon.....
Router Layer 3 Ki Device hai , Jo Ip Base Work karta hai, Switch Layer 2 ki Device hai jo Mac Address per kaam karty hai,
Deleteagr app nay 5 6 users ko connection dana hai 4mb ka tu app ko switch buy karna paray ga router ki zurarat nahi , aise situation mai app normal swich buy kar saktay ho Dlink ka Switch, jis per commands use nahi ho sakty , magar it will work ,lakin ya switch port secuity ko support ya kise command ko Support nahi karay ga.
agr wo switch web-base support karta howa tu app maximum ya kar sakty ho k us mai mac address ko restruct kar du ,phir jo jo mac app wahan add karain gay wo he bus net use kar saktay gay baki khoi be nahi.
i beleiev you got reply
Delete