8 Jul 2012

FREE URDU ICND II Lecture 14 VLSM

10 comments:

  1. sir next video kab aa rahi hai m waiting (you are doing wonderful job ) thank you very much sir thanks alot i really appreciate you

    ReplyDelete
  2. salam
    kya haal hai bhai aap ka.main ny aap k tamaam Lectures download kar rakhy hain aur roz ka ek lecture tayaar karta hun.aap ka samjhany ka tarika bohat bohat zabardaet hai.(story wala)main ny ab tak icnd 1 k first6 lectures tayaar kiye hain.and thanks for this job........!

    ReplyDelete
  3. g g janab kyun nahi....!

    ReplyDelete
  4. aap se 2 sawal karny thy.
    ho sakta hai k aapko mere sawalo par hasi aaye ya phir gussa.
    1.main ny 4mb ka net ka connection lagwaya hai aur ab main chahta hun k main is ko 5 ya 6 computers par shear kr dun like saath wale ghar main ya apny mohaly k un gharon main jahan computer hai(like cabel net)so mujhe is k liye Routar use karna pary ga ya switch...?
    2.main ny aap ka routing wale aur Switching wale lecture suny hain but main is baat se pareshan hon k main chahta hun agar main kisi ko connection dun to woh siraf ek computer chalaye aur aap ny kaha tha k mac address switch main save ho jata hai(port security)soo plz tell me kya router main bhi mac adress save ho jata hai ya plz plz mujhe batayein k main kya use karon thora confuse hoon.....

    ReplyDelete
  5. boss routing main woh kon si option hoti hain jis se hum apny host k computer ki downloading speed ko kam ya ziyada kar sakty hain plz tell me matlab agar kisi ko 1mb ya 2mb speed dena chayein to plz plz tell me

    ReplyDelete
    Replies
    1. sorry router likhna tha.....:(

      Delete
  6. Replies
    1. sir i have something to discus with u plz send me ur email id or contact thank you so much muzaffarshabir@gmail.com

      Delete